Main to chala yaro chand ke pas!
leker apni kuch tamanna aur aas,
milon ga  main wahan aaj chandni se!
bhojhoon ga kuch sawaal aaj chandni ke,
ae  chand tujhe chandni ki qasam!
aaj kiun hai pathar ka sanam,
meri aawaz ko  na sun paey wo!
tu pukaray to chala aaey wo,
suna hai har shikast main  ek jeet hoti hai!
suna hai tujh main sanam ki preet hoti hai,
jal gaya hai  aaj mera aashyana teri chandni se!
nawaqif tha ke rootha hai aaj sanam teri  chandni se,
banaya gaya tujhko chand is ki waja kia hai!
hota gar main  chand to is main bura kia hai,
kiya teray aur meray dil main mushabihat hi  nahi!
aesa lagta hai mujhe ke mujh main dil hi nahi,
aesa dil batlado  kahan se laaon main!
bikta hia kis bazar main kharid laaon main,
kiya hai  aata jis ne tujhko dil e noor ae chand!
maangoon ga main bhi dil ewaz apni  jaan



 
          




Sunday, June 14, 2009
CHANDNI
Posted by
Nista
at
7:16 AM
 
 
Labels: Hindi Shayari
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


1 comment:
All the shayaris are awesome. I sent all of them to my friends. Sms2Text is a good site for searching shayris and funny text messages.
Post a Comment