Wednesday, January 30, 2008

Dil naa maanaa

Dil naa maanaa mnaa kay dekh liya,

Laakh samjhaa bujhaa kay dekh liya,






Dil naa maanaa mnaa kay dekh liya,

Laakh samjhaa bujhaa kay dekh liya,

Voh jo musaa nay toor par dekha,

Humnay pardaa uthaa kay dekh liya,

Loag kehtay hain dil lagaanaa jissay,

Roag voh bhi lgaa kay dekh liya,

Be-vafaayi hai teri ragg ragg mein,

Azmaa-azmaa kay dekh liya,

Zakham dil ka hai ladvaa yaaro,

Chara gar ko dekhaa kay dekh liya,

Un say nibhta nhi koi rishta,

Dost, dushman banaa kay dekh liya,

Un kaa nazrein churaa kay dekhna bhi,

Unsay nazrein churaa kay dekh liya,





Toor…mountain where hazrat musa saw khuda

Ladvaa ……… un curable

Chara gar ………the one who treats sick people in old times






Sweetu { Gargi }

Tuu agar chhod kay

Tuu agar chhod kay jaataa hai tou kyaa,


Haadsey tou roz huaa kartey hain,




Aankh jab bandd kiyaa kartey hain ,

Saamney aap huaa kartey hain

Aap jaisaa hii mujhey lagtaa hai ,

Khwaab mein jis say milaa kartey hain,

Tuu agar chhod kay jaataa hai tou kyaa,

Haadsey roz huaa kartey hain,

Naam un kaa na koyi un kaa pataa,

Loag jo dil mein rahaa kartey hain,

Hum ney rahi kaa chalan seekhaa hai,

Hum akeley hii chalaa kartey hain,


Maa ro Pari

~~ Maa ro Pari ~~

Aankho me apne aansuon ko rokti hui..
Maa ro pari maathe ko meray choomti hui



Aab kitney din raho gay, mere paas tum yahan
thakti nahi hai mujh se wo yeh, poochti hui



Rehti hai jaagti who, meri neend key liye
Mai theek to hoo… har waqt yahi sochti hui..



Kehti hai kaise kat-ti hai, pardes main teri
ankhon se behte ashqo ko poochti hui



Aankho me apne aansuon ko rokti hui..
Maa ro pari maathe ko meray choomti hui


Miss u Mom... :)




That's_Arv
"No me …. No Fun
Know me …. Know Fun"





Sweetu { Gargi }

Sunday, January 27, 2008

CHAHAT





Behtay hoay pani ko rokon kaisay,,



Yeh safar chahton ka choron kaisay,,,



tum bin nahi hai adat is dil ko dharknay ki,,



tum bin piyar ka ashiyan banaon kaisay,,,



yeh duniya hai nafrat say bhari,,



her mor per hai mushkil khari,,,



tum bin her mushkil ko sahon kaisay,,,



her sapna sajh jata hai,,,



aankhon kay band hotay hi,,



sapnay tote janay kay dar say yeh nigahyn kholon kaisay,,,,*




Sweetu { Gargi }


Silly and funny



Silly and funny!



Q: What did the lonely banana say?

A: I'm a"kela".



Q: What did the green peas say?

A: Nothing. They just "mutter"Ed.



Q: What did the potato say when it answered the phone ?

A: "Aaloo? "



Q: Where do cauliflowers hang out?

A: In the Gobi desert.



Q: What did the flower say to its girl-friend?

A: Why do "phools" fall in love?



Q: What did the fat car say?

A: I`m a "mota"car.



Q: What did the confused egg say?

A: I don't "unda"-stand.



Q: What do shrimps sing on Christmas?

A: "Jhinga" Bells.



Q: What did the half eaten naan say?

A: I wish I was "puri".



Q: What did the lonely potato sing?

A: "Aaloo lonesome tonight?"



Q: What language do carrots speak?

A: Gajar-ati.



Q: What do you call an almost bald poet?

A: I-bal.



Dis ij DA funkiest...

Q: What did the first pizza slice say to the other pizza slice so it would move?

A: Pizza - "HUT"





Yeh Na Thi Humari Kismat

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota

kahoon kiss se main k kia hai …

shab-e-ghum bori bala hai

mujhe kia bora tha marna ..

ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche

tere teer neem kash ko

yeh khalish kahan se hoti ..

ju jiger k paar hota

tere wade per jiye hum..

tu yeh jaan jhot jana ..

k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota

yeh kahan ki dosti hai ..

k bane hain dost saqi ..

koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota


Sweetu { Gargi }