Internet par ladki pataayi Koi na mila aisa jis pe duniya luta dete Tum banke dost aise aaye zindagi me Pag pag me phool khile kitni jaldi ye mulakat gujar jati hai Apne dil ki baat hum unse keh nahi sakte woh dilnashi hamara imtehan kya legi Kabhi kabhi dil udas hota hai Duniya mein bahut gham milenge
Internet Per Ladki Pataayi
Internet par ho gayi sagaayi
Internet par divorce ho gaya
Is bahaane computer ka course ho gayaKoi na mila
sab ne dhokha diya kis kis ko bhula dete
Dil ka dard dil me dabaye rakha hai
Bayaan kiya hota to mehfil ko rula deteTum banke
ke hum yeh zamana hi bhool gaye
tumhe yaad aaye na aaye hamari kabhi
par hum toh tumhe bhulana hi bhool gayeDosti
khushiyan aapko itni mile
kabhi na ho dukhon ka samna
hai aapke liye dosti ki shubh kamanakitni jaldi
pyaas bujHti nahi barsaat gujar jati hai
apni yaadon se kaho Is kadar na aaya kare
neend aati nahi aur raat guzar jati haiApne dil
Bin kahe bhi jee nahi sakte
Aye khuda aisi takdeer bana
Woh humse khud aakar kahe
"HUM AAPKE BINA REH NAHI SAKTE"woh dillnashi hamara imtehan
nazre mili to nazre jhuka legi
use hamari kabr pe diya jalane mat dena yaaro
abhi woh nadan hai kahi apna hath jala legikabhi kabhi
halka sa aankho ko ehsas hota hai
chhalakte hai meri aankh se aansu
jab aapke dur hone ka ehsaas hota haiDuniya me
Sachh maano ache dost kam milenge
Jis modh par sab saath chodh denge
Us mod par intezar karte hum aapko milenge
Monday, June 22, 2009
Arz Kiya he
Posted by Nista at 10:00 AM 0 comments
Labels: Hindi Shayari
Subscribe to:
Posts (Atom)